how love ruin your life

pyar kuriti ya sahi.



: pyar diwana hota hai mastana hota hai...

< h2=""></>

 

pyar -zindagi ka sabse khubsurat ahsas jise bhagwan ne pooja kha hai wo pyar ,jo pyar krisnn-radha ke sath amar ho gya ,aur jis pyar ne hi meera ko bhi amar kr diya ,,aaj wo hi pyar samaj me kuriiti ka naam ban gye na kya pyar karna galat hai kya kisi ko chahana galat hai .sayad ha kyu ki hamara culture hume ye sab nhi sikhata aur na hi wo log jo samaj aur dharm ka naam le kr un jodo ki hatya kr dete hai . kya aap ko lagta hai hai pyar galt hai .agar do log kisi ko chahte hai to usme galat kya hai .desh me har saal kayi jodo ko maar diya jata hai .jo ki bilkul galat hai aisa bilkul bhi nhi hona chahiye . hamari yuva pidhi ko in sab chakkron me nhi dalna chahiye . in sab se bachege tabhi to kuch karenge.
desh ke lagbhag 51 % ladko ki girlfriend hoti hi hai 

chahe wo gao me ho ya shaher me .inme se 25% to suiced attempt  kr lete hai aur adhe frastation  me kuch kr nhi paate wo apni love life ko bachane ke chakkar me apna carrier bhul jate hai ye honhar apna sapne se bhatak jate hai .

ye jo hai na desh ka bhavishya hai inhe sawarne dijiye kuch kr gujarne ka mauka dijiye na ki suiced .

ha pr iska matlab ye nhi ki bachhe galt adte dale ,unhe apne rastra aur dharm ka maan rkha chahiye .

hame apne rastra aur dharm pr abhiman hona cahiye .uska palan krna hamara Pratham kartavya hona chahiye.

</> </>

Comments